Mazaak ban kar reh gayi hai ye internship aisi..Russel Peters ke live show jaisi..
Jinse khud ke pc se virus nahin nikale wo ab Antivirus banayenge..jink
Mujh jaisa phoota naseeb to koi kabhi nahin paayega.
Jeewan mein dikhi thi aasha ki jo kiran thodi..Wo to salli married nikali maa ki lodi..
To iss sab ka ek hi nishkarsh nikalta hai..jise jo chahiye use wo kabhi nahin milta hai...
Aur iss mismatch ke game mein to main naa chaah kar bhi awwal aoonga...
agar nakamiyabiyon ke paise milne lage phir to chand par bhi ja paoonga..
This poem's IP Is secured by apoorv anand vajpayee, an intern at oracle & a sad BITSian
5 comments:
Ahh..well..now my voice gets a medium!!!
Par behenchod ye paragraphing galat salat ho rakhi hai..ant sant jagahon par break de rakhe hain..par koi nahin...She is fucking married..who cares about stupid paragraphs!!! Bloody monkey ass fucking bullshit :$
waah bhai waah!
acha lagta hai ye sab padh kar ki dooron ka bhi kat raha hai...khair apoo aur choos ka talent toh sab jaante hi hain....
married hai toh kya hua.... aaj kal india mein divorce hona koi badi baat nahin hai....ye karne ke suggestion toh hum sab de sakte hain....tere sache dost tujhse yahi kahenge "go for what you really desire".
ROFLMAO....!!:D :D
appu god!
*takes a bow*
Post a Comment